Zuvo AutoPump 15 litre tin pe laga hua

Zuvo AutoPump™

Sale price  ₹719 Regular price  ₹1,399
Skip to product information
Zuvo AutoPump 15 litre tin pe laga hua

Slab pe tel girna ab band

Zuvo AutoPump™

Dabba uthao, funnel lagao, aur phir bhi tel slab pe gir jaata hai? Ab nahi. Bas ek button dabao, tel seedha bottle mein. Na tel girega, na haath chipchipe honge, na kamar dukhegi.

₹719₹1,39948% OFF
₹150 extra off on UPI / Card payment

Cash on Delivery bhi available

  • 1 litre bottle sirf 40 second mein bhar jaati hai
  • Lamba steel pipe dabbe ke neeche tak jaata hai
  • 15 litre aur 15 kg tin pe perfect fit
  • Food grade steel pipe, tel ka swaad bilkul same
  • Type C se charge, koi wire ka jhanjhat nahi

UPI ya card se pay karo, ₹150 off apne aap lag jayega

Free delivery
Free replacement
6 mahine warranty

Watch Out For Cheap Fakes

Sasta copy dikhne mein same lagta hai, par usme food grade steel pipe aur silicone bush nahi hota, toh tel girta hai aur fit dhila rehta hai. Buy only from the official Zuvo Homes store.

Box mein kya milega
Pump, bada steel pipe, chhota steel pipe, silicone bush, red spout cap, black pipe cap, charging cable, Type C OTG adapter aur safai ka kapda. Sab kuch ek hi box mein.
Pipe ka size kya hai?
Pipe ki length 15 litre tin ki depth ke hisaab se bani hai. Saffola, Fortune jaise tin mein seedha bottom tak jaata hai aur seal tight baithta hai.
Charging aur safai
Type C cable se charge karo. Use ke baad pipe nikaal ke garam saabun wale paani se dho lo. Pump wale hisse ko paani mein mat dubana.

Yeh scene aapke ghar mein bhi hota hai na?

Paise bachane ke liye 15 kilo ka dabba le aate ho. Smart move hai. Par phir aata hai woh din jab bottle khaali ho jaati hai…

Dabba uthao, kamar pakdo.

15 kilo koi mazaak nahi hai. Kalaai mudti hai, kamar dukhti hai. Mummy ke liye toh aur bhi mushkil.

Funnel lagao, tel girao.

Kitni bhi dhyaan se daalo, slab pe tel aa hi jaata hai. Phir cheentiyan, phir chipchipa floor.

Sasta pump laao, phir pachtao.

Plastic wala hand pump do teen hafte mein leak karne lagta hai. Paisa bhi gaya, mess bhi wahi.

Ab socho, agar dabba uthana hi na pade toh?

AutoPump ka button dabakar glass jar mein tel bharte hue

Dabba neeche. Kaam aasaan.

Ek button dabao. Tel khud aayega.

Pipe dabbe mein. Bottle nali ke neeche. AutoPump tel ko seedha bottle tak le aata hai.

One touch

Dabao toh shuru. Dobara dabao toh band.

Seedha bottle mein

Nali ko bottle ke muh ke paas rakho.

Steel pipe

Dabbe ke andar pipe, upar pump.

Type C charging

Charge karo. Phir bina wire ke use karo.

Haan, mujhe AutoPump chahiye

Online pay pe ₹150 off · Free delivery · Cash on Delivery available

Milo Zuvo AutoPump se. Ek button, kaam khatam.

Yeh dabbe ke upar baith jaata hai. Dabba neeche hi rehta hai. Aap button dabao, tel khud chal ke bottle tak aata hai. Bas itna simple.

Fast flow

Har minute lagbhag 1.5 litre. Chai banne se pehle bottle bhar jaayegi.

Zero spill

Steel ki nali seedha bottle ya kadhai mein daalti hai. Slab ekdum saaf.

Tight fit

Silicone bush pipe ko dabbe mein lock kar deta hai. Koi dhila pan nahi.

Wireless

Type C se charge karo aur kitchen mein kahin bhi le jao.

Haan, mujhe AutoPump chahiye

Online pay pe ₹150 off · Free delivery · Cash on Delivery available

Yeh aapke liye perfect hai agar…

Aap 15 litre ka tin laate ho

Aur har baar usse bottle bharne mein mess hota hai.

Ghar mein mummy kitchen sambhalti hain

Aur aap nahi chahte ki woh 15 kilo ka dabba uthaayein.

Aapki kamar ya kalaai dukhti hai

Bhaari cheez uthana ab aapke bas ki baat nahi.

Aap tiffin, cafe ya cloud kitchen chalate ho

Roz kaafi tel lagta hai aur time waste nahi kar sakte.

Agar inme se ek bhi aap ho, toh yeh ₹719 aapka sabse achha kitchen kharcha hoga.

Haan, mujhe AutoPump chahiye

Online pay pe ₹150 off · Free delivery · Cash on Delivery available

“Pipe neeche tak jaayega na?” Haan, bilkul.

Yeh sawaal sabse zyada aata hai, toh seedha jawab. Steel pipe ki length 15 litre tin ki depth ke hisaab se hi banayi gayi hai. Na chhoti, na badi. Pipe dabbe ke bottom tak jaata hai aur seal ekdum tight baithta hai.
  • Saffola, Fortune, Dhara jaise 15 litre tin pe perfect fit
  • Silicone bush se seal tight, koi dhila pan nahi
  • Aakhri tel tak nikal aata hai, kuch waste nahi
Ek customer ki photo, unke dabbe pe laga hua
Ek customer ki photo, unke dabbe pe laga hua

Lagana itna aasaan ki 2 minute bhi nahi lagenge

Koi tool nahi chahiye, koi mechanic nahi. Box kholo aur shuru ho jao.

Bada pipe aur silicone bush dabbe ke muh mein lagao.

Bottle ya kadhai nali ke neeche rakho.

Button dabao. Bas ho gaya? Phir se dabao, ruk jaayega.

Mummy ke liye best gift

Unhe bhaari dabba uthane ki zaroorat hi nahi padegi. Chhota sa gift, roz ka aaraam.

AutoPump se kadhai mein tel daalte hue

Seedha comparison karke dekh lo

Haath sePlastic pumpAutoPump
Dabba uthana nahi padta
Tel nahi girta
Fast flow
Steel pipe
Ek button
Warranty
Mujhe bhi aaraam chahiye

Online pay pe ₹150 off · Free delivery · Cash on Delivery available

Box mein sab kuch hai. Alag se kuch nahi kharidna.

  • AutoPump
  • Bada steel pipe
  • Chhota steel pipe
  • Silicone bush
  • Red spout cap
  • Black pipe cap
  • Charging cable
  • Type C OTG adapter
  • Safai ka kapda

Toh aaj aapko kya mil raha hai?

Zuvo AutoPump with 9 parts
₹1,399
Free delivery poore India mein
Free
Free replacement
Free
6 mahine warranty
Free
Aaj ki price
₹1,399 ₹719
Online pay pe sirf ₹569
Abhi order karo

Online pay pe ₹150 off · Free delivery · Cash on Delivery available

Risk hamara. Aaraam aapka.

Damaged ya kharab aaye? Delivery ke 48 ghante ke andar bas WhatsApp kar do. Hum naya bhej denge, bilkul free. Aur upar se 6 mahine ki warranty bhi.

48 ghante mein replacement

6 mahine warranty

COD available

Aapke mann mein sawaal hai? Jawab yahan hai.

Pipe dabbe ke neeche tak jaayega?
Haan. Pipe 15 litre tin ki depth ke hisaab se bana hai, toh bottom tak pahunchta hai aur aakhri tel tak nikal aata hai.
Har brand ke tel pe chalega?
Haan. Koi bhi cooking oil jo 15 litre ya 15 kg ke tin mein aata hai.
Charge kitna chalta hai?
Ek charge mein kaafi baar bottle bhar sakte ho. Jab slow lage, Type C se phir charge kar lo.
Awaaz karta hai kya?
Haan, chalte waqt motor ki halki awaaz aati hai. Bas kuch second ki baat hai, button dabate hi band.
Cash mein pay kar sakte hain?
Bilkul. COD pe koi extra charge nahi. Online pay karoge toh ₹150 aur bach jaayenge.
Delivery kitne din mein?
Poore India mein free delivery. 1 business day mein dispatch, phir 4 se 5 working days mein ghar pe.
Kharab ho gaya toh?
6 mahine ki warranty hai. Delivery ke 48 ghante ke andar damage dikhe toh WhatsApp karo, free replacement milega.

Agli baar jab bottle khaali ho, dabba mat uthana.

Bas button dabana. ₹719 mein roz ka jhanjhat khatam. Online pay karo toh sirf ₹569.

Haan, mera AutoPump bhejo

Online pay pe ₹150 off · Free delivery · Cash on Delivery available